Email Marketing क्या है? - पूरी जानकारी हिंदी में

Email Marketing क्या होता है?

Hello Friends, Kaise Ho Aap Log Umeed Hai Ki Bahut Acchhe Honge.Guys, Aaj Kay Iss Post Mein Main Aapko Bataunga Ki Kaise Aap Email Marketing Dwara Paise Kama Sakte Hain? Waise Internet Par Aapko Iske Related Bahut Si Jankari Mil Jayegi.Isse Pahile Maine Kai Article Likhe Hain Ki Kaise Aap Online Paise Kama Sakte Hain. Aap Home screen Par Jakar Padh Sakte Hain.

Email Marketing क्या है?
Email Marketing क्या है?

Aaj Kay Latest Technology Me Har Kaam Online Hota Hain.Aur Kafi Aise Method Joki Aapko Online Paise Kamane Me Help Karenge.Aaj Kay Iss Article Me Main Aapko Bataunga Ki Kaise Email Marketing Se Paise Kamate Hain? Email Marketing Kaise Kaam Karta Hain? Aur Kuch Mahtyapuran Baatein.

      Main Aapko Bata Du Agar Aap Kisi Bhi Website Ya Kisi Third Party Se Paise Kamana Chahata Hain.To Aapko Sirf Uska Promotion Karna Hain.Aapko Sirf Promotion Karna Ka Hi Commission Milta Hain.To Chalyie Aab Main Aapko Detail Me Batata Hu Ki Email Marketing Kya Hain Aur Kaise Kaam Karta Hain?

Email Marketing Kya Hota Hain? (Email Marketing क्या होता है?) -

Aapna Aksar Dekha Hoga Ki Kai Baar Aapke Paas Aise Email Aate Hain Jisme Kisi Company Se Related Kuch Info Ya Company Ka Products Ko Detail Me Bataya Gaya Hota Hain.Isse Prakar Ka Email Ko Email Marketing Kahte Hain.Kahne Ka Matlab Hain Ki Aise Marketing Jaha Par Email Ka Use Promotion Karna Ka Liye Use Kiya Jata Hain.Agar Main Aapko Example Kay Roop Me Batau To Aapne Aksar Dekha Hoga Ki Agar Aap Kisi Blog Ya Website Par Visit Karte Hain To Usme Aapko Subscribe Karna Ka Option Dekhna Ko Milta Hain.Agar Aap Usme Apna Email Address Dalkar Subscribe Kar Lete Hain.To Jab Bhi Author Dwara Koi Post Likha Jayega To Uska Notification Aapko Email Se Mil Jata Hain.Aise Me Author Ko Aadhik Matra Me Traffic Mil Jata Hain. 



     Aaj Kay Time Me Jyadatar Log Email Dwara Hi Promotion Karte Hain.Aise Me Agar Aap Chahe To Aap Email Marketing Se Acchhe Khase Amount Me Paise Kama Sakte Hain.Bas Aapka Pass Multiple Matlab Bahut Se Email Hone Chahyie.Fir Aapko Un Email Par Apna Blog/Website Se Related Sare Jankari Send Karna Hain.

यह भी पढ़ें -

Friends, Mujhe Umeed Hain Ki Aab Aap Samajh Gaye Honge Ki Email Marketing Kya Hain? Aab Main Aapko Batata Hu Ki Email Marketing Kaise Kaam Karta Hain? 

Email Marketing कैसे काम करता है? -

Aab Aap Soch Rahe Honge Ki Email Marketing Kaise Kaam Karta Hain? Main Aapko Bata Du Sirf Aapko Email Bhejna Hain.Aur Ye Bade Astar Par Karna Hota Hain.Lagbhag Ek Baar Me Aapko 10,000 Ya Usse Aadhik Matra Me Email Bhejna Hota Hain.Aur Ye Kaam Aap Gmail App Dwara Nahi Kar Sakte.Iske Liye Aapke Pass Email Marketing Software Hona Chahyie.
Kuch Jaruri Tools Joki Aapke Pass Hone Chahyie -

 1-Email Marketing Software.
 2-A Large Number Of Active Email ID

 Agar Hum Baat Kare Ki Email Marketing Software Kya Hain? To Main Aapko Bata Du Yeah Ek Aisa Email Software Jiske Madad Se Aap Ek Baar Me Hazaro Ki Sankhya Me Email Bhej Sakte Hain. MailChimp Ek Aisa Software Hain.Active Email ID Se Matlab Hain Ki Aapke Pass Aise Email Address Hone Chahyie Joki Log Use Kar Rahe Ho Kahne Ka Matlab Active Ho.Aap Sare Emails Ko Category Wise Email List Me Add Kar Le.
Sabse Jaruri Baat Ye Hain Ki Aapka Email Ka Look Kaisa Hain.Jab Aap Logo Ko Email Bhejte Hain To Usme Kya Kya Cheeje Implement Hain Look Kaisa Hain Theme Kaun Se Hain.Aap Ek Acchhe Se Theme Select Kar Le Fir Hi Mail Kare Taki Customer Aapke Emails Dhyan Se Padhe.

Email Marketing Software Tools -
1. AWeber
2. ConvertKit
3. ActiveCampaign
4. Constant Contact

Email Marketing से जुड़ी कुछ बातें -

Email Marketing Karna Se Aapko Kai Fayade Mileange Jaise Ki Aapke Blog/Website Par Acchhe Traffic Aayega. Agar Aap Kisi Company Ka Products Ka Review Kar Rahe To Acchhe Response Se Aapko Acchha Khasa Commission Bhi MIL Sakta Hain.Email Marketing Se Aap Newly Launch Products Ko Jaldi Se Promote Kar Sakte Hain. Agar Aap Email Marketing Me Interested Hain To Aapke Pass Laptop Ya Computer Hona Chahyie.Mobile Se Aap Email Marketing Nahi Kar Payenga.


Friends, Jab Bhi Aap Koi Mail Send Kare To Usme Sare Cheeje Jaise Company Ka Name, Link, Address, Aur Contact Details Jaise Sabhi Jaruri Baatein Jarur Implement Kare. Aur Dhyan De Sabse Pahle Mail Karna Se Ye Jaan Le Ki Aapka Review Kya Hain Aur Aap Kya Type Karna Chahata Hain.Aaj Kay Time Me Har Koi Android Mobile Use Kar Rahe Hain. Aise Email Marketing Se Kafi Astar Tak Success Ho Sakte Hain. 

  Conclusion -

To Dosto, Mujhe Umeed Hain Ki Aab Aap Samajh Gaye Honge Ki Email Marketing क्या होता है? Email Marketing कैसे काम करता है? aur Email Marketing से जुड़ी कुछ बातें Agar Abhi Bhi Aapka Koi Sawal Ya Sujhau Hain To Comment Box Me Jarur Bataye.

     











Thanks For Reading...........




मेरे पोस्ट के प्रति अपनी प्रसन्नता और उत्त्सुकता को दर्शाने के लिए कृपया इस पोस्ट को Social Networks जैसे कि Facebook, Google+ और Twitter इत्यादि पर Share कीजिये


.

Post a Comment

इस लेख में यदि आप किसी भी समस्या का सामना कर रहे हैं तो कृपया अपने प्रश्न के साथ नीचे टिप्पणी करें धन्यवाद!